People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Din Hai Suhane Mastane
Lyricist: Prem Dhawan
Tag: Hindi
Video:
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
aai hun rang leke main bahar ke rakhana kabu
dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu

ye duniyan ek jadu nagari kuchh na kuchh ho jaye re
ho kuchh na kuchh ho jaye re
pal bhar mein idhar hai pal bhar mein udhar hai
kaya kaya khel rachaye re
ho kaya kaya khel rachaye re
chalate hai dab yahan jeet har ke
rakhana kabu dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu

is duniyan ke rang nirale iski lila nyari
ho iski lila nyari
pal bhar mein bhikari ho jaye raja pal mein raja bhikari
ho pal mein raja bhikari
jine ke din hai raja hai char ke
rakhana kabu dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu

is duniyan mein kiski rahi hai aur rahegi kiski
ho aur rahegi kiski
maya chhalni jadu garani aankh bachi aur kiski
ho aankh bachi aur kiski
hal na punchhe koi tir maar ke
rakhana kabu dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
aai hun rang leke main bahar ke rakhana kabu
dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
Bhagwan Tujhe Aana He Padega
Lyricist: Santosh Anand
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naag-Nagin/Bhagwan-Tujhe-Aana-Hi-Padega/HjE0cAxqBV0
Video:
tu hain mera bhagwan
tujhe aana hi padega
tujhe aana hi padega
chamtkar koi karke dikhana hi padega
tujhe aana hi padega
meri maang ka sindur bachana hi padega
tujhe aana hi padega
tu hain mera bhagwan

ek se jyada ek bade hain
aage mere shiatan khade hain
maut ke saye nach rahe hain
sankat me do pran pade hain
tujhko trishul apna uthana hi padega
tujhe aana hi padega
tu hain mera bhagwan
tujhe aana hi padega
tujhe aana hi padega

aaja ek baar ab aur na bitha
aaja ek baar ab aur na bitha
ek ek karke inke kar de tukde hazaar
inka zami se bojh uthana hi padega
tujhe aana hi padega
tu hain mera bhagwan
tujhe aana hi padega
tujhe aana hi padega

maine tuhko puja hain uska sila de
raksh ka dharm kya hain mujhko bata de
dushman hain ye naag naagin ke
kaatil humare hain inko mita de
aaj inhe chhodna nahi
tu hain kahan jara iska pata de
in paapio ko inke kiye ki saza de
in zaalimo ko jinda jala de
main kah rahi hu inko jalana hi padega
duniya se inka julm hatana hi padega
tujhe aana hi padega
tujhe aana hi padega
tujhe aana hi padega
tujhe aana hi padega
tu hain mera bhagwan
tujhe aana hi padega
Tu Naag Mein Nagin-1
Lyricist: Santosh Anand
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naag-Nagin/Tu-Naag-Main-Nagin---1/GSQfBTFKAGk
Video:
main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
tu naag main naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
tu hain meri dilruba, main hu tera diwana
maine to bas ye jana, main naag tu naagin
nahi jeena tere bin, sath raat din ka
sathi chhute na, maine tujhe rab mana
maine tujhe sab mana, maine to bas ye jana
tu naag main naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na

mujhe tu hi bhata hain apna janmo ka nata hain
main sada sada se teri hu
tera pyar mujhe tadapta hain
rab ko mana lungi main, aaj tujhe pa lungi main
tera dil mera dil, tera chain mera chain
teri jaan meri jaan, kabhi tute na
tu naag main naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
o main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na

mohabbat ki aatish hain kya
koi aashiq pahchanega
jalne me kya hain maja
koi dilwala janega
koi dilwala janega
tu hain meri shamme wafa main hu tera parwana
main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
o tu naag main naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na

chahe kahin bhi raho
aana padega jarur
o chahe kahin bhi raho
aana padega jarur
tum to sada hi mere dil me chhupe ho huzur
sunke meri aawaz tum daude aana
main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
tu naag main naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na

tujhko sada puja maine dekha khuda ko nahi
tujhko sada puja maine dekha khuda ko nahi
mujhse juda tu nahi tujhse juda main nahi
mujhse juda tu nahi tujhse juda main nahi
tu hain meri ruhe gajal main hu tera parwana
main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
maine tujhe rab mana, maine tujhe sab mana
maine to bas ye jana, main naag tu naagin
nahi jeena tere bin, sath raat din ka
sathi chhute na, main naag tu naagin
nahi jeena tere bin, sath raat din ka
sathi chhute na
Mere Pyar Meri Zindagi
Lyricist: Santosh Anand
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naag-Nagin/Mere-Pyar-Meri-Zindagi/NANZdRhCR2s
Video:
aa mere pyar meri zindagi me aa
chala aa chala aa chala aa
aa mere pyar meri zindagi me aa
chala aa chala aa chala aa
mere jism ki ye chandni me dub dub ja
chala aa chala aa chala aa
o mere pyar meri jaan me sama
chala aa chala aa chala aa
chala aa chala aa chala aa

meri saans saans me teri saans ki mahak samayi hain
meri saans saans me teri saans ki mahak samayi hain
tere gam me main kya meri tadap rahi parchhai hain
dil ka sheesha tut gaya hain
iske tudke jodne hain
aa aa chala aa
aa mere pyar meri zindagi me aa
chala aa chala aa chala aa

odh sitaron wali chunar
raat subah ki aur chali
odh sitaron wali chunar
raat subah ki aur chali
idhar milan ki meri chahat
dil me hi dum tod chali
meri maang ki yahi maang hain
maang meri tu bhar de
aa chala aa
aa mere pyar meri zindagi me aa
chali aa chali aa chali aa

lakh lage ho pahre chahe unchi uthi ho diwaare
sacche premi rukte nahi hain chir ke aate majhdhare
pyar ka matlab hota hain duniya ko batla denge
ishq kiya jata hain kaise logo ko sikhla denge
main teri baaho me jhumu
tu meri baaho me
aa chala aa
aa mere pyar meri zindagi me aa
chali aa chali aa chali aa
mere jism ki ye chandni me dub dub ja
chala aa chala aa chala aa
aa meri diwani aa
aa mere diwane aa
aa meri baaho me aa
tu meri baaho me aa
Tu Naag Mein Nagin
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naag-Nagin/Tu-Naag-Main-Nagin/GAlTWixJaHc
Video:
main aaj nahi apne bas me
main aaj nahi apne bas me
tujhe sabak sikhaane aayi hu
tere jahar bharungi nas nas me
tera jivan lene aayi hu
tera jivan lene aayi hu
tujhko naa chhodungi main
tujhko naa chhodungi main
dil me yahi hai thaana

maine to bas ye jaana, maine to bas ye maana
main naag ki naagin, badla lungi aaj ke din
daag mere kaate ka, jaalim chhute naa
ho main naag ki naagin badla lungi aaj ke din
daag mere kaate ka, jaalim chhute naa
o o o o o
Mehfil Mein
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naag-Nagin/Mehfil-Mein-Mujhko-Dekh-Kar/PyAhCDsFX0Y
Video:
dil ki dunia me khushi deke wafa aa jaye
aaj tu samne aaye to maja aa jaye
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
itno ke dil ko dil ko dil ko itno ke dil ko aaha dil ko
itno ke dil ko khush kiya itno ko jala diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya

hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
samjho ke aaj samjho samjho samjho ke aaj ha ha samjho
samjho ke aaj maut ko apna pata bata diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya

luta hai tumne ba khuda hamko azib naz se
wakif na ho sake kabhi hum to tumhare raz se
khushiyo ki bhikh aye sanam jholi me meri dal do
tumko kasam hai pyar ki ye jindagi sawar do
ilah apne pyar ka ab de do mujhko asra
tumne diya ghar me dil iski tarah tumhi dawa
katra samjh ke aankh se tumne mujhe gira diya
fir bhi tumhare pyar ko is dil ne asra diya
fir bhi tumhare fir bhi fir bhi fir bhi ha ha fir bhi
fir bhi tumhare pyar ko is dil ne asra diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya

bewajah apni jan kyu kurban karti ho bhala
dunia me dil lagane ka anzam hota hai bura
is rah me kisi ko bhi manjil kabhi mili nahi
dunia me aashiko ke to dil ki kali khili nahi
ulfat ki jindagi hai kya tumko nahi hai kuch khabar
aa jao hosh me jara dushwar hai ye rahgujaar
jab bhi kisi ke pyar ko in aankho me basa diya
bijli falak se gir padi dil ka chaman jala diya
bijli falak se falak se falak se bijli falak se ha ha falak se
bijli falak se gir padi dil ka chaman jala diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya

nadan mat bana karo chhodo hamara rasta
isme fakat bhalai hai rakho na hamse wasta
hoga khuda ke samne mera tumhara faisla
mehman do ghadi ka hai ye jindagi ka silsila
manjar tamam ghumta hai meri nigah me
kitno ki jan chali gayi hai is rahe wafa me
kadmo me jab hasin is aashik ne sar jhuka diya
rahe wafa me jindagi bas usi ne mita diya
rahe wafa me wafa wafa me rahe wafa me ha ha wafa me
rahe wafa me jindagi bas usi ne mita diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya